featured-slider

Rahat Tablets Qarshi : Effective medicine for nightfall

Rahat Tablets

Rahat tablets qarshi jo ke use hoti hain ehtlam ki problem ko solve krne ke liye. Pehle tou Ehtalam kyoun hota hai is ke bary main baat krty hain. Raat ko jab insan soya hua ho tou neend ki halat main mani ka jisam se nikal jana ehtlam kehlata hai. Wo chahy khawab ane ke doran ho ya wesy hi ho jae. Magar yahan aik baat ghor talab hai ke jo ehtlam Kanwary larko ko ho mahina main aik se 2 dafa wo natural hota hai aur us ke ilaj ki koi zarorat nahin hoti but agar hafta main 3 se 4 ya is se bhi zaid dafa ho jae tou ye preshani ki baat hai. 

Ehtalam ki waja :

Ehtalam ki wo asbab jin main Rahat tabs ka use ho sakta hai. 
  • Jisam main garmi ka berh jana. 
  • Sozak ki problem hona. 
  • Nafs main khujli mehsos hona. 
  • Mani ka patla ho jana. 
  • Shehwat ka berh jana. 
  • Gurda aur masana ki kamzori. 

Rahat tablets ke Ingredients :

  1. Kuchla mudabar
  2. Kushta Marjan
  3. Paneer dodi
  4. Kikar ki phali

Dosage :

Din main 3 time 2 tablets har khane ke aik ghanta baad pani ke saath. 

Perhaiz :

Garam aur khatti cheezon se.

راحت ٹیب (Rahat Tab)


کثرت احتلام کی مؤثر دوا


احتلام کی زیادہ تر دوائیں مسکن اثرات کی حامل ہوتی ہیں جن سے مرض وقتی طور پر دب جاتا ہے مگر دوا کا استعمال ترک کرنے پر مرض دوبارہ عود کر آتا ہے۔ راحت ٹیب ایسے مؤثر اجزاء سے مرکب ہے جو احتلام کے اسباب کو دور کرنے کے ساتھ پیشاب کی
جلن کو رفع کرتی ہے۔

فوائد


احتلام کے بنیادی اسباب کو رفع کرتی ہے۔

راحت ٹیب غدودوں کے فعل کو درست کرتی ہے۔

احتلام کی وجہ سے ہو نیوالے کمر درد میں مفید ہے۔

عام جسمانی کمزوری کو دور کرتی ہے۔
  سستی و کاہلی میں نفع بخش ہے۔
  پرانے احتلام کی مجرب دوا ہے۔

ترکیب استعمال: صبح، دوپہر، شام دو ٹیبلٹس پانی کے ساتھ۔


Post a Comment

0 Comments